Thursday, March 21, 2013

Kya Aap musalman hain?

Kya Aap musalman hain?

To gaur karen
★
(1)Kya Aap walidain ke farma bardar hain?
★
(2) Kya Aap ke dil me khidmate khalq karne ka jazba hai?

★
(3)Kya Aap koi falahi kam karte hain?


★
(4)Kya Aap ko haram halal ki sooj boojh hai?

★
(5)Kya Aap apni aulad ki shadi ke waqt garib yatim miskino ka khayal rakhte hain?

★
(6)Kya Aap udhar lekar wapas karte hain?

★
(7)Kya Aap ka padosi aapse khush hai?

★
(8)Kya Aap ka sar sajde me aur dil dagabazi me to nahi?

★
(9)Kya Aap ne nikah ko mushkil aur zina ko aasan to nahi kiya?

★
(10)Kya Aap jahez ke lalchi to nahi hain?

No comments:

Post a Comment