Hadith: jo shaksh bando par Raham na karega Allah taala us par raham nahi karega { who does not show mercy to the people, Allah, the Exalted and Glorious, does not show mercy to him.}
English Translation :-
( Urdu translation is below...)
Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported that al-Aqra' b. Habis saw Allah's Apostle (may peace be upon him) kissing Hasan. He said: I have ten children, but I have never kissed any one of them, whereupon Allah's Messenger (may peace be upon him) said: He who does not show mercy (towards his children), no mercy would be shown to him.
{Sahi Muslim, Book 030, Number : 5736}
Jarer bin Abdullah may ALLAH be pleased with him said that the Messenger of Allah may peace be upon him said: He who does not show mercy to the people, Allah, the Exalted and Glorious, does not show mercy to him.
{ Sahi Muslim, Book 030, Number 5737}
------------------------------
Urdu translation :-
Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Al Aqra bin habis Radi-Allahu-Anhu ne dekha ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam hazrat Hasan Radi-Allahu-Anhu ko pyar kar rahey they to wo bola mere 10 bachchey hain aur mainey unmein se kisi ko pyar nahi kiya to Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo Raham nahi karega (apney bachcho ya logn par) to Allah bhi us par raham nahi karega
{ Sahi Muslim, Vol 6, 6029 }
Hazrat Jarer bin Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh bando par Raham na karega Allah taala us par raham nahi karega
{ Sahih Muslim , Vol 6, # 6030 }
No comments:
Post a Comment