Logon se milty waqt itna mat jhuko k uthte waqt sahara lena pade*
*Zuban ki hifazat dolat se ziada mushkilhai*
*Kisi k muh par tareef karna usey qatal kar dene k mutaradif hai*
Ghareeb logon par ahsaan kar kyun k ghareeb honey mein waqt nahi lagta*
*Agar ibadat nahi kar sakte tou gunah bhi na karo*
*Duniya ye nahi dekhti k tum pehley kya thay balke ye dekhti hai k tum ab kya ho*
*Jahan apni baat ki wadar na ho wahanchup rehna hi behtar hy*
3Jo bohut acha lagy: Us ko kam mila karo
Jo intahai zarada acha lagy: Us ko sirf dekha karo
Aur jo dil mein sama jaye us ko sirf yaad kia karo.
4Agar apki ankh khobsurat hai tau apko dunia achi lagy gi,
Lekin
Agar apki zuban khobsurat hai to ap dunia ko achy lago ge
5Insan dukh nahi detay...
Insano se wabasta umeedain dukh deti hain
6Ebaadat aisi karo, jis se tumhari rooh ko maza aye,
Kyun k jo Ebaadat dunya mein maza na de
Wo akhirat mein kya jazaa de gi.
7Kabhi b kisi se tum narazgi ka lamha itna taweel mat rakho k wo tumhare baghair hi jeena seekh jaye
8Apni zuban ki tezi us "MAA" par mat azmao"
Jis ne tumhe bolna sikhaya
9Jab bhi farig waqt mile to apni maa ke pas beth jaya karo,
Q k maa k sath guzra hua waqt qayamat k din nijat ka bais bane ga
102 Chizen aisi hain agar in ki khatir khoon k aanso roya jaye to bhi kam hai
1: Jawani
2: Sache Dost ki Judai
No comments:
Post a Comment