
Zindagi aata farmaaye...
Toh Hum is zindagi ko,
24 saal sone(sleeping) mein,
14 saal kaam(working) karne
mein,
8 saal Mauj-Masti(enjo yment)
karne mein,
6 saal khane-Peene (eating) mein,
5 saal ek jagah se dushri jagah
(transport ation) jaane mein,
4 years baat-cheet(talk ing)
karne mein,
3 saal Padhai-Likhai(e ducations)
mein,
3 saal Very Very important
television dekhne mein
Afsoos Or AKHRI mein,Is saabse
Waqt baach jaye toh Namaz:(
Agar hum 5 waqt har din 'NAMAZ'
padhein...toh woh 70 saal ki
zindagi meir SIRF 5 MAHEENE
(months) Hongi...
Kya Hum apne Parwadigar ALLAH
PAK k liye,itni choti si,ZAROORI
CHEEZ K LIYE WAQT NAHI NIKAL
SAKTE ?
ALLAH PAK QUR'AN PAK MEIN
FARMAATE HAI:
"Humne Insaano Aur Jinno ko
Ibadat k liye banaya hai."
{Surah # Zariyat
Aur saabse Pehla Sawal Namaz ko
hi laeke Hoga QAYAMAT K ROZE
phir bhi hum Jannat ki khuahish
kartay hain ??? wahan ki
asaishoon kay khaab dekhtay
hain .???
Bus dua hay Allah humhay is
dunya may akhirat ki tiyari ki
tofeek day .. humhay achay amal
aur apni namazain poori karnay ki
tofeek aur hosla day ...... Ameen
No comments:
Post a Comment