Bhaarat ki Kendra Sarkaar kaa Saalaanaa Bajat 130 Kharab Rupye hai. Yaaniki Kendra Sarkaar har saal 130 Kharab Rupaye kharch karti hai.
130 Kharab Rupaye = 13,000 Arab Rupaye = 13,00,000 Crore Rupaye.
130 Kharab Rupaye mein se 18% Rakam par Muslimon kaa hak bantaa hai. Kyonki Muslimon ki Aabaadi 18 % hai.
130 Kharab Rupye ke 1% hisse se 1 Lakh Muslimon ko Police, CBI, Khufiyaa Vibhaag, PAC aur CRPF mein Afsar banaayaa jaa saktaa hai. Aur har Muslim Afsar ko har mahine 1 Lakh Rupaye ki Tankhwaah di jaa sakti hai.
Bhaarat ke 20 Crore Muslimon mein se 20 Hazaar Muslimon ko bhi oopar Likhi baaton kaa pataa nahin hai.
Oopar Likhi baaten ekdum sahi hain. Aap khud website se check kar sakte hain. Aur khud bhi calculations kar ke dekh sakte hain.
Agar aap Muslimon ki Ektaa aur Jaagruktaa badaanaa chaahte hain. Tau oopar Likhi baaten apne jyaadaa se jyaadaa Muslim doston aur Muslim rishtedaaron ko bataayen.
Aage aap khud Samajhdaar hain.
No comments:
Post a Comment