Wednesday, March 20, 2013

Dahine se shuru ki targheeb

Dahine se shuru ki targheeb::

Ibne Majah ne Abu Hurairah رضي الله عنه se riwayat ki ke RASOOLALLAH صلى الله تعالى عليه واله وسلم ne farmaya dahine haath se khaye aur dahine haath se piye aur dahine haath se le aur dahine haath se de. Kyunki shaitan baaye se khata hai aur baaye se pita hai, baaye se deta hai aur baaye se leta hai.

[Sunan Ibne majah, Kitab ut Ta’amih, Baab ul Akil bal Yamin, Jild 4, Page No. 12, Hadith NO. 3266]

No comments:

Post a Comment