Thursday, March 21, 2013

Dua kab jaldi kubul hoti hai

Dua kab jaldi kubul hoti hai
----------------------------------------------
1. Farz namaz kay baad,
2. Aazaan aur Aqamat kay darmiyan,
3. Tahajjud kay waqt,
4. Barish Barastay waqt,
5. Safar main,
6. Aftaar k waqt,
7. Jummay k din ek Ghari,
8. Shab-e-Qadar main,
9. Aab-e-Zam Zam peetay waqt.
10. Arafat kay din Maidaan-e-Arafaat main,
11. Quran Pak ki Tilawat kay Baad.
12. Beemari ki halat mein
13. Khutbe ke doran jab imam thodi der ke liye bethte hain.

Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ne farmaya -
raat k aakhir hisse me aur fazr namazo k baad..
( tirmizi sharif.)

Hamesha Dua mangte raho q k mumkin or namumkin to sirf hamari "SOCH" h, Allah k liye to kuch b Na Mumkin nhi.
HAZRAT ALI (Radi allahu anhu)

No comments:

Post a Comment