Thursday, March 21, 2013
Jannat aur Dozakh
Hamare Naujawaanon ke zehan mein kai baar Jannat aur Dozakh ke baare mein sawaal uthte hein. kai baar gair Muslimon ke taraf se kuch aise sawaal kiye jaate hein jin se Musalmanon ke dimaag mein shukook o shubahaat paida hojaate hein. kuch padhe likhe aalaa taleem yaafta nawjawaan Islam se door hojaate hein. aise sawaal hamare paas bhi aate rehte hein.
Neeche share kiye gaye program mein in hee sangeen sawaalon ke jawaab diye gaye hein. Ummeed hai ise dekh ke aapko zaroor faida hoga aur aapke ilm mein izaafa hoga.
https://www.youtube.com/watch?v=m5t6QyzqcIk
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1. faasi ka time fajar k baad aur
ReplyDeletesuraj nikalne se pehle kyu fix kiya
gaya hai? Kisi aur time pe phansi
kyu nahi di jati?
2.Wo kaun si cheez he jo aapke
paas ho to NIKAH nhi ho sakta aur
na ho to JANAZA nhi ho sakta.
3.Agar ladki ki laash mile to kaise
malum karoge k wo musalman
hai..
[2/6, 7:30 PM] Dr Ishaque Luyani: Answer:1
ReplyDeleteA convict is executed early in the morning (before sun rise) so that he should spend all his night in prayers and ask forgiveness from Allah in the peace of night. All the other Makhlooq is asleep and he can concentrate towards his creator.
Is ki bunyadi waja ye he keh science k mutabiq Fajar or Suraj nikalne k darmyan ka time esa hota he k insan ka jism us waqt sust tareen halat m hota he. Is waqt m insan k zehn or jism ko phansi ki surat m takleef kam se kam hoti he. Isi liay phansi k liay ye time rakha jata he.
phansi ka time is liye fajir k bad or suraj nikalnay say phelay hota hia k Jo din muqarar kia jata hai us say ek din na ziyada ho na hi kam kiun k mujrim ko jitni saza dena hai utni hi milni chahiye na hi ziayda na he kam tu soraj nikalnay say phelay or raat khatam honay k bad hi di jati hai
[2/6, 7:33 PM] Dr Ishaque Luyani: Answer 2 :
aap ki moth (death) hoto nikah nahi hota aur moth na ho to janaza nahi hota!
[2/6, 7:45 PM] Dr Ishaque Luyani: Wo kaun si cheez hy jo apky paas na ho to Nikah nahi ho sakta aur ho to janazah nahi ho sakta" then it could be "saans" (breath)..
[2/6, 8:05 PM] Dr Ishaque Luyani: Answer 3 :
If one is aware that Muslim women in the area use mehndi. or dress in a certain way, or apply a certain makeup peculiar to Muslims then this could be used as signs to determine the religion of the deceased female. Other then this, the answer would be "sunnatay muslimah".