★Ham ne khuda ko pehchana magar uski mar’rifat ka Haq ada na kiya
★Ham ne Quran padha magar us per aml na kiya
★Ham ne Rasool s.a.w se mohabbat ki magar sunnat par amal na kiya
★Ham ne adawat shaitani ka dawa kiya magar us ki mukhalifat na ki
★Ham ne jannat ko chaha magar us me dakhil hone ka saman na banaya
★Ham ne jahannam se panah mangi magar khud hi apne nafso ko us me daal diya
★Ham ne mout ko brhaq jana magar usk liye tayyari na ki
★Ham ne doosron ki aaib joi ki magar apne aib na dekhe
★Ham ne ALLAH ki naimten khai magar us ka shukr ada na kiya
★Ham ne murdon ko dafan kiya magar ibrat hasil na ki
★Dua hai k ALLAH hamen apne shukr guzar bandon me shamil hone ki toufeeq ata farmaye Aameen....•*´¨`*•.¸¸. •*´ ¸.•*´¨`*•.¸¸.•*´¸.•*´¨`*•.¸¸.•
No comments:
Post a Comment