Thursday, March 21, 2013

Begunah Musalmano ko target kiya ja raha hai , Why ??

Jis tarah Kiddnapping hoti hai is tarah se unhey kyu le jaya gaya,

Bina jurm ke 6 mahiney jail mein kyu ?

In begunaho ko electric Shock kyu lagaya gaya ?

Inkey Private parts par Petrol kyu daala gaya ?

Agar investigation karney nahi aati hai to Utaar kar phenk do apni vardiyan !!

Begunaah Musalmano par zulm kartey ho aur kahtey ho ki Musalman India Mujaheed ban jaata hai

Police wale jab uskey ghar gaye tab usey ye kyu kaha ki table par padi Topi pahan lo ? taki media mein ye wrong mesage jaye ki Muslim terrorist hota hai

itney sarey RSS / VHP ke aatanwadiyon ko kyu nahi pakadtey ?

Kyu unka is tarah remand nahi letey jaisa in bequsuro ka liya gaya?
Kyu unkey upar kabhi desh droh ka muqadma nahi lagatey , jabki unhoeny 200 se zyada begunaaho ko Blast mein maar diya hai

Shame on you Karnatak Police ? doob maro agar 1% bhi sharam hai tumharey andar.

Youtube:
http://www.youtube.com/watch?v=k8h7ny3OPFE

Please share and help us to raise voice against Injustice with Muslims
Posted By IMM Owner

Owner : IMM
IndianMuslimMedia@yahoo.com

No comments:

Post a Comment