Huzoor-e-Akram PBUH ne farmaya ki mere Rabb ne mujhe 9 cheezo ka hukm dia hai-.
.
.
.1- khule aur chhupe, hr haal me Allah se darta rhun.
2- Kisi pe meharbaan hoon ya kisi ke khilaaf gusse me hoon ! Dono halat me insaf ki baat krun.
3- Chahe faqeeri ki haalat me rahun yaameeri ki, sacchaai pr kayam rahun.
4- Aur jo mujhse rishta tode mai us se joru'n
5- Aur jo mujhe mahroom kare mai usy doon.
6- Koi mujh pr zyadti kare to mai usy maf kr doon.
7- Aur ye ki mai khamosh houn to khuda ko yaad karun
8- Aur jab baat karun to Allah ka zikr karun
9- Aur meri nigah Ibrat (seekh dene) kinigah ho ! Aur Allah se mujhe hukm mila hai ki neki ki taraf logo ko bulaaun aur badi se rokun !
The Prophet Muhammad PBUH said, ‘My Cherisher has ordered me nine things :
(1) To reverence Him, externally and internally;
(2) to speak true, and with propriety, in prosperity and adversity;
(3) moderation in affluence and poverty;
(4) to benefit my relations and kindred who do not benefit me ;
(5) to give alms to him who refuses me ;
(6) to forgive him who injures me ;
(7) that my silence should be in attaining knowledge of God;
(8) that when I speak, I should mention Him;
(9) that when I look on God’s creatures, it should be as an example for them.’
No comments:
Post a Comment